Ek Door Tha, Dariya Paani Ka... Nazm... (Meri Kalam Se...)

***नज़्म***

---एक दूर था , दरिया पानी का---

एक दूर था , दरिया पानी का
जो खेल रहा था , सूरज से
ऊपर से गरम , नीचे से ठंडा पानी था
कभी लहरों के साथ , कभी तरंगो के साथ
बहता पानी था , दरिया पानी का
जो उछल रहा था , भँवरे-सा
जो चमक रहा था , हीरा-सा
सूरज की भीनी-भीनी , किरनो से
एक दूर था , दरिया पानी का
__________हाँ___________
एक दूर था , दरिया पानी का |

मेरी कलम से... 

------------------
------------------

***Nazm***

---Ek Door Tha , Dariya Paani Ka---

Ek Door Tha , Dariya Paani Ka
Jo Khel Raha Tha , Sooraj Se
Upar Se Garam , Niche Se Thanda Paani Tha
Kabhi Lehar Ke Saath , Kabhi Tarangon Ke Saath
Behta Paani Tha , Dariya Paani Ka
Jo Uchaal Raha Tha , Bhanvre-Sa
Jo Chamak Raha Tha , Heera-Sa
Sooraj Ki Bhini-Bhini , Kirno Se
Ek Door Tha , Dariya Paani Ka
____________Haan____________
Ek Door Tha , Dariya Paani Ka.

Meri Kalam Se....

By- Suhail Anwar
suhailanwar911@gmail.com

Comments

Popular posts from this blog

Hindustan Mera Watan Hai Yahan Chaaron Ka Milan Hai... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Aas-Paas Shayri... (Meri Kalam Se...)

Aankh Se... Shayri... (Meri Kalam Se...)