Posts

Showing posts from April, 2018

Thodi Akad... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---थोड़ी अकड़--- थोड़ी अकड़ मुझ में भी थी थोड़ी अकड़ उस में भी थी यूँ हम अकड़ में रह गये और वह अपना काम कर गये | मेरी कलम से...  --------------------------------- --------------------------------- ---Thodi Akad--- Thodi Akad Mujh Me Bhi Thi Thodi Akad Us Me Bhi Thi Yun Hum Akad Me Reh Gaye Aur Woh Apna Kaam Kar Gaye. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Chand Sher (Aaj Bhi Main Khud Se Khafa)... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---चंद शेर ( आज भी मैं खुद से खफा  )--- आज भी मैं वह बात कह ना सका जिस बात से मैं था बरसों से खफा आज भी मैं  वह बात कह ना सका जिस बात से मैं था दिल से खफा आज भी मैं वह बात कह ना सका जिस बात से मैं था सुहैल खुद से खफा खुद से खफा | मेरी कलम से...  --------------------------- --------------------------- ---Chand Sher (Aaj Bhi Main Khud Se Khafa)--- Aaj Bhi Main Woh Baat Keh Na Saka Jis Baat Se Main Tha Barson Se Khafa Aaj Bhi Main Woh Baat Keh Na Saka Jis Baat Se Main Tha Dil Se Khafa Aaj Bhi Main Woh Baat Keh Na Saka Jis Baat Se Main Tha Suhail Khud Se Khafa Khud Se Khafa. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Muaina... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---मुआयना--- अपनी ज़िन्दगी के यह मुआयने भी बड़े अजीब हो गए मुआयना करने का जब वक़्त आया तो हम अपनी ज़िन्दगी से कितना दूर हो गए | मेरी कलम से...  --------------------------------------------------- --------------------------------------------------- ---Muaina--- Apni Zindagi Ke Yeh Muaine Bhi Bade Ajeeb Ho Gaye Muaina Karne Ka Jab Waqt Aaya To Hum Apni Zindagi Se Kitna Door Ho Gaye. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Kal... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---कल--- कल को कल के ऊपर मत रखो यारों क्या पता कल हो न हो | मेरी कलम से...  --------------------------- --------------------------- ---Kal--- Kal Ko Kal Ke Upar Mat Rakho Yaaro Kya Pata Kal Ho Na Ho. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Apne Qareeb... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---अपने क़रीब--- अपने अंदर के साज़ को मारना कितना मुश्किल-सा है यह मुझे उससे दूर हो कर पता लगा जो मेरे कभी क़रीब न था | मेरी कलम से...  ------------------------------------------ ------------------------------------------ ---Apne Qareeb--- Apne Andar Ke Saaz Ko Maarna Kitna Mushkil-Sa Hai Yeh Mujhe Usse Door Ho Kar Pata Laga Jo Mere Kabhi Qareeb Na Tha. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com  

Koshish... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---कोशिश--- मैं अपनी मंज़िलों को यूँ पाने की कोशिश में था जैसे - मंज़िल क़रीब हो यूँ पर पता लगा की उन मज़िलों को पाने के लिए कुछ और कोशिशे बाकी है | मेरी कलम से...  ------------------------------------ ------------------------------------ ---Koshish--- Main Apni Mazilon Ko Yun Paane Ki Koshish Me Tha Jaise - Manzil Qareeb Ho Yun Par Pata Laga Ki Un Manzilon Ko Paane Ke Liye Kuch Aur Koshishe Baaki Hai. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gamil.com

Saans... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---साँस--- अपनी हर एक साँस को आखिरी कहता हूँ आखिर मेरी साँस रुकनी भी तो है | मेरी कलम से...  -------------------------- -------------------------- ---Saans--- Apni Har Ek Saans Ko Aakhiri Kehta Hun Aakhir Meri Saans Rukni Bhi To Hai. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Mauka Mile... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---मौका मिले--- मौका मिले न मिले पर मौके की तलाश में रहो गर कुछ करना है तो इस ज़िन्दगी-ए-दस्तूर में | मेरी कलम से.. ----------------------------- ----------------------------- ---Mauka Mile--- Mauka Mile Na Mile Par Mauke Ki Talash Me Raho Gar Kuch Karna Hai To Iss Zindagi-E-Dastoor Me. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Insaniyat Ka Paath... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---इन्सानियत का पाठ--- इन्सान को इन्सानियत का पाठ हम पढ़ाते कैसे क्युकी उसे गर कुछ समझ नहीं आता तो उसे गधा करार दिया जाता है | मेरी कलम से...  ---------------------------------------- ---------------------------------------- ---Insaniyat Ka Paath--- Insan Ko Insaniyat Ka Paath Hum Padhaate Kaise Kyuki Use Gar Kuch Samajh Nahi Aata To Use Ghadha Karar Diya Jaata Hai. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com  

Sajaaya Mahal... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---सजाया महल--- हमने सजाया तो एक महल बन गया पर ज़िन्दगी-ए-ग़म के आने से यह महल बिगड़ गया हमने जिसे सजाया था वह था रेत का महल | मेरी कलम से...  ---------------------------------------------- ---------------------------------------------- ---Sajaaya Mahal--- Humne Sajaaya To Ek Mahal Ban Gaya Par Zindagi-E-Gham Ke Aane Se Yeh Mahal Bigad Gaya Humne Jise Sajaaya Tha Woh Tha Rait Ka Mahal. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Jab Main... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---जब मैं--- जब मैं बच्चा था तो सबक़ भी अच्छा पढ़ता था जबसे बड़ा हुआ हूँ तो सबक़ भी कच्चा-कच्चा है |   मेरी कलम से...  -------------------------------- -------------------------------- ---Jab Main--- Jab Main Baccha Tha To Sabaq Bhi Accha Padhta Tha Jabse bada Hua To Sabaq Bhi Kacha-Kacha Hai. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com 

Anjaan... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---अनजान--- अनजान तो नहीं मैं पर फिर भी मैं अनजानिया बहुत करता हूँ |  मेरी कलम से...  ---------------------------------- ---------------------------------- ---Anjaan--- Anjaan To Nahi Main Par Phir Bhi Main Anjaaniya Bahut Karta Hun. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Aas-Paas... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---आस-पास--- मेरे आस-पास जो भी है इतना ख़ास थोड़े ही है | मेरी कलम से...  ----------------------------- ----------------------------- ---Aas-Paas--- Mere Aas-Paas Jo Bhi Hai Itna Khaas Thode Hi Hai. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Itna Dikhayi Na De... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---इतना दिखाई न दे--- इतना मुझे मत कहो अपना की अपना-पन भी तुम्हें दिखाई न दे | मेरी कलम से...  ----------------------------------- ----------------------------------- ---Itna Dikhayi Na De--- Itna Mujhe Mat Kaho Apna Ki Apna-Pan Bhi Tumhe Dikhayi Na De. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Ankahi Sar Pe Mere... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
 ---अनकही सर पे मेरे--- अनकही सी बातें तेरी यूँ मुझे करती परेशान बड़ा जैसे परेशानिया है सर पे मेरे | मेरी कलम से... ------------------------------------- ------------------------------------- ---Ankahi Sar Pe Mere--- Ankahi Si Baatein Teri Yun Mujhe Karti Pareshaan Bada Jaise Pareshaaniya Hai Sar Pe Mere. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Apne Andar Sunayi Nahi Deti... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---अपने अंदर सुनाई नहीं देती--- अपने अंदर की आवाज़ को मैं महसूस करता हूँ पर भी वह आवाज़ मुझे अब सुनाई नहीं देती | मेरी कलम से...  ------------------------------------------ ------------------------------------------ ---Apne Andar Sunayi Nahi Deti--- Apne Andar Ki Awaaz Ko Main Mehsoos Karta Hun Par Bhi Woh Awaaz Mujhe Ab Sunayi Nahi Deti. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Andekhi Si... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---अनदेखी सी--- अनदेखी सी कहानी हूँ मैं अब मुझे ऐसा लगता है जैसे की अनदेखा सा हो गया हूँ मैं | मेरी कलम से...  ------------------------------------------ ------------------------------------------ ---Andekhi Si--- Andekhi Si Kahani Hun Main Ab Mujhe Aisa Lagta Hai Jaise Ki Andekha Sa Ho Gaya Hun Main. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Har Tarah Barson Se Intezaar... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---हर तरह बरसों से इंतेज़ार--- हर तरह से गुज़रा हूँ मैं हर एक दौर को अपना मानकर फिर भी मुझे वह पल मिला नहीं जिसका का है मुझे बरसों से इंतेज़ार | मेरी कलम से...  -------------------------------------------- -------------------------------------------- ---Har Tarah Barson Se Intezaar--- Har Tarah Se Guzra Hun Main Har Ek Daur Ko Apna Maankar Phir Bhi Mujhe Woh Pal Mila Nahi Jiska Ka Hai Mujhe Barson Se Intezaar. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Dua-E-Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
"मेरी दुआएं उस रब से जो मालिके मुख्तार है पूरी कायनात का" * एक दिन आये की  मैं भी जाऊ मक्का-ए-मदीना  ऐ खुदा जी भर के करूँ इबादत तेरी  | * Ek Din Aaye Ki Main Bhi Jau Makka-E-Madina Ae Khuda Ji Bhar Ke Karun Ibadat Teri. ---------------------------------------------------------------------- ---------------------------------------------------------------------- * ऐ खुदा सुन ले  दरख़ास्त मेरी मुझको भी  बुलाले मक्का-ए-मदीना |  * Ae Khuda Sun Le Darkhast Meri Mujhko Bhi Bulale Makka-E-Madina. ---------------------------------------------------------------------- ---------------------------------------------------------------------- * मैं भी हो जाऊ  मुक्कमल दीवाना सरकार का  जो हाज़िरी हो जाये एक बार मेरी |  * Main Bhi Ho Jau Mukkamal Deewana Sarkaar Ka Jo Haaziri Ho Jaye Ek Baar Meri. ---------------------------------------------------------------------- ---------------------------------------------------------------------- * खुदा मेरे खुदा  सुन ल

Intehai... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---इन्तेहाई--- इन्तेहाई की इन्तेहा तुम क्या जानो ऐ मेरे दोस्तों इसका तो रुतबा भी एक इन्तेहाई है | मेरी कलम से...  ---------------------------- ---------------------------- ---Intehai--- Intehai Ki Inteha Tum Kya Jaano Ae Mere Doston Iska To Rutba Bhi Ek Intehai Hai. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

In Dino To Hai... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---इन दिनों तो है--- इन दिनों अब जी नहीं लगता की मरना भी तो है |  मेरी कलम से...  ---------------------------------- ---------------------------------- ---In Dino To Hai--- In Dino Ab Jee Nahi Lagta Ki Marna Bhi To Hai. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Intezaar Na Rahe... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---इंतेज़ार न रहे--- इंतेज़ार करना हद तक मेरा क्या पता  हम रहे न रहे | मेरी कलम से...  ------------------------------- ------------------------------- ---Intezaar Na Rahe--- Intezaar Karna Had Tak Mera Kya Pata Hum Rahe Na Rahe. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com  

Apna Mera Sapna... Shayri... Meri Kalam Se...

Image
---अपना  मेरा सपना--- अपना पन भी मुझे अब अपना सा नहीं लगता क्युकी जो अपना है वही तो मेरा सपना है | मेरी कलम से... --------------------------------- --------------------------------- ---Apna Mera Sapna--- Apna Pan Bhi Mujhe Ab Apna Sa Nahi Lagta Kyuki Jo Apna Hai Wahi Tp Mera Sapna Hai. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Aasman Se Abhi - Abhi... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
-आसमान से अभी - अभी- आसमान से जो रौशनी हुई तो पता चला के सुबह हुई अभी -अभी | मेरी कलम से...  -------------------------------- -------------------------------- -Aasman Se Abhi - Abhi- Aasman Se Jo Roshni Huyi To Pataa Chala Ke Subha Huyi Abhi - Abhi. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com

Meri Nazar... Shayri... (Meri Kalam Se...)

Image
---मेरी नज़र--- मेरी नज़र देख तू इस दुनिया को हसीं तो है पर इसमें सुख नहीं है | मेरी कलम से...  ------------------------------ ------------------------------ ---Meri Nazar--- Meri Nazar Dekh Tu Is Duniya Ko Haseen To Hai Par Isme Sukh Nahi Hai. Meri Kalam Se... By- Suhail Anwar suhailanwar911@gmail.com